Chapter 19: Famous Dialogues
Farhan Akhtar wrote the dialogues of Dil Chahta Hai himself which became quite popular. Adding a few below:
1. Haan main..magar woh..suno toh..tumne toh..lekin main..kabse kya..main Akash ke yahaan, hello?”—Sameer
2. “Hum cake khane ke liye kahin bhi jaa sakte hain.”—Sameer
3. “Aaj Pooja, kal koi dooja.”—Akash
4. “Kya kar raha hai, yaar. Mard ban. Be a man.”—Akash
5. “Perfection ko improve karna mushkil hota hai.”—Akash
6. “Ya toh dosti gehri hai, ya yeh photo 3D hai.”—Sameer
7. “Har dosti mein ek hadd hoti hai jise paar nahi karna chahiye.”—Sid
8. “Pyaar faisle se nahi kiya jaata, bas ho jaata hai.”—Shalini
9. “Kitni ajeeb baat hai, hum teenon Sydney jaa rahe hain. Tum, main, aur yeh flight.”—Akash
10. “Iss ret ko dekh rahi ho, jitni koshish karo isse zyada pakadne ki utni hi ungliyon ke beech se nikal jaati hai.”—Sid
11. “Uncle Sam, ye Akash ka jadu hai kabhi fail nahi hota.”—Akash
12. “Shaadi karne ke liye kisi se pyaar karna bahut zaroori hai.”—Pooja
13. “Hum dost they, hain, aur hamesha rahenge.”—Akash
14. “Meri har saans, meri har dhadkan, mere har pal mai tum aur sirf tum ho, Shalini.”—Akash
15. “Ajeeb zindagi hai. Kuch rishtey hai jinka koi naam nahi hota.”—Tara
You must log in to post a comment.